CROSS - Street Chains BAATEIN lyrics
BAATEIN
CROSS - Street Chains
GENRE ( VERSE )
Hunar hai likhai
Parakhte hum jaanchte
Badna hai aage
Kisi aur ki na maante
Kasht hai zindagi mein
Sukoon hai maa baap pe
Mitade halaat ye
Kuch ki laapata awazein
Parvate shikar mere samne
Aaya mushkilo se bhaag ke
Mil gaya fir jaha ye
Mera farista vo jo
Rehta aasman me
Meri kashti ka kinara
Ab meri hi hai saamne
Mein dhundo use jo
Milta na aasan se
Mein gaadu vo jo
Tumhe dukh de dimaag pe
Meri hamsafar kalam
Safar ke liye tayaar hai
Mein shabd likhu mehnat din raat bete kaat ke
Sapne dekhe mene jaag kе
Abhi door tak ke faasle
Akela is raah mеin
Karna mushkilo ko paar hai
Paana hai vo matlab
Aasman liye haath mein
Mein chaand ki khoj mein
Aur sitaare saare saath
Vaqt aata ek baar
Future mera tayaar hai
Mere shabdon mein har
Ek bande ka insaaf hai
Teri rooh bhi to kaanpe
Tu laya dar ko saath mei
Mein laaya shabd ko saath mein
Meri mashhakt mehsoos mehfooz rahe sawaal ye
Sacchai ke raaste mene dhaage bhi toh band diye
Vo dukh deti zindagi mehnat pe viswaas hai
Kamzori pe kathor sa prahar hai
Mere muh se nikle shadon ka arth
Mere paas hai
Mein vishwaas se bhara
Aur sangeet aatmvishwaas hai
Mein saikdo ke saamne
Jab tum jaoge khilaf hai
Mene dil se likhe geet
Ye tum bhi ho jaaante
Mein bhavishya ke saath tum bhootkaal liye hath pe
Waqt aata ek baar future mera tayaar hai
Har ek pal keemti
Pal bhi ayenge vishraam ke
Saath dukh mein chala
7 deewaron ko faand ke
Saath dukh mein chala
7 deewaron ko faand ke
Todi janzeere karna sapno ko sakaar hai
Chale apne hi saath
Asmaan liye haath mein
Karna ab sakaar hai
Saath dukhh
Matlab 7 deewaron ko faand ke
Har din mushkil
Kar jeene ka paryas hai
Hunar hai likhai
Parakhte hum jaanchte
Badna hai aage
Kisi aur ki na maante
Kasht hai zindagi mein
Sukoon hai maa baap pe
Mitade halaat ye
Kuch ki laapata awazein
Parvate shikar mere samne
Aaya mushkilo se bhaag ke
Mil gaya fir jaha ye
Mera farista vo jo
Rehta aasman me
Meri kashti ka kinara
Ab meri hi hai saamne
Mein dhundo use jo
Milta na aasan se
Mein gaadu vo jo
Tumhe dukh de dimaag pe
Meri hamsafar kalam
Safar ke liye tayaar hai
Mein shabd likhu mehnat din raat bete kaat ke
Sapne dekhe mene jaag kе
Abhi door tak ke faasle
Akela is raah mеin
Karna mushkilo ko paar hai
Paana hai vo matlab
Aasman liye haath mein
Mein chaand ki khoj mein
Aur sitaare saare saath
Vaqt aata ek baar
Future mera tayaar hai
Mere shabdon mein har
Ek bande ka insaaf hai
Teri rooh bhi to kaanpe
Tu laya dar ko saath mei
Mein laaya shabd ko saath mein
Meri mashhakt mehsoos mehfooz rahe sawaal ye
Sacchai ke raaste mene dhaage bhi toh band diye
Vo dukh deti zindagi mehnat pe viswaas hai
Kamzori pe kathor sa prahar hai
Mere muh se nikle shadon ka arth
Mere paas hai
Mein vishwaas se bhara
Aur sangeet aatmvishwaas hai
Mein saikdo ke saamne
Jab tum jaoge khilaf hai
Mene dil se likhe geet
Ye tum bhi ho jaaante
Mein bhavishya ke saath tum bhootkaal liye hath pe
Waqt aata ek baar future mera tayaar hai
Har ek pal keemti
Pal bhi ayenge vishraam ke
Saath dukh mein chala
7 deewaron ko faand ke
Saath dukh mein chala
7 deewaron ko faand ke
Todi janzeere karna sapno ko sakaar hai
Chale apne hi saath
Asmaan liye haath mein
Karna ab sakaar hai
Saath dukhh
Matlab 7 deewaron ko faand ke
Har din mushkil
Kar jeene ka paryas hai
Comments
Post a Comment